क्रोध को तीव्रता के अनुसार पत्थर,मिट्टी,रेत,पानी की लकीरों से तुलना की गयी है।
लकीरों से तुलना क्यों ?
क्योंकि क्रोध प्रियजनों के बीच दरार डाल देता है।
पत्थर की लकीर लम्बे समय तक भी नहीं भरती,
मिट्टी की बरसात में भर जाती है,
कम क्रोध की तुलना रेत तथा पानी में खिंची लकीरों से दी है।
Ret ki lakeer hawa se mit jaati hai aur paani ki bante hi mit jaati hai.
Patthar ki lakeer – Anantanubandhee krodh-maan-maaya-lobh Mithyadrashti k hota hai.
Mitti ki lakeer – Apratyakhyanavaran Krodh-maan-maaya-lobh Avirat Samyagdrashti K hota hai.
Ret ki lakeer – Pratyakhyanavaran Krodh-maan-maaya-lobh Vrati Samyagdrashti K hota hai. (Aaryika Mataji,Ellakji-Kshullakji Maharaj, Pratimadhari Shravak).
Paani ki lakeer – Sanjwalan Krodh-maan-maaya-lobh Muni Maharaj K hota hai.
6 Responses
Wow fantastic.
swami TulsiDaas ji says:
“Bhay Bin Preet Na Hoi”
so
a small amount of anger
may
have its value
That is why Krodh is categorised in 4 stages.
Mild forms are present even in saints.
Only God is w/o Krodh
Yes some amount of krodh probably is useful but it should not be uncontrolled…
Ret ki lakeer hawa se mit jaati hai aur paani ki bante hi mit jaati hai.
Patthar ki lakeer – Anantanubandhee krodh-maan-maaya-lobh Mithyadrashti k hota hai.
Mitti ki lakeer – Apratyakhyanavaran Krodh-maan-maaya-lobh Avirat Samyagdrashti K hota hai.
Ret ki lakeer – Pratyakhyanavaran Krodh-maan-maaya-lobh Vrati Samyagdrashti K hota hai. (Aaryika Mataji,Ellakji-Kshullakji Maharaj, Pratimadhari Shravak).
Paani ki lakeer – Sanjwalan Krodh-maan-maaya-lobh Muni Maharaj K hota hai.
Jai jinendra…
nice explanation from kalprsh ji…
dhanaywad.