अनुभूति

जिसे अनुभूति हो गयी वह विषयभोगों को ज़हरयुक्त दवा मानकर लेता है ,
ऐसा ज़हर जो कर्मों को निपटाने के लिये ज़रूरी है ।

Share this on...

10 Responses

    1. Some medicines r poisonous but they r d only cure 4 d disease.
      If u CONSUME punya karma considering as poisonous medicine, further karma bandh wil b avoided.

  1. Yadi anubhooti ka arth AATMANUBHOOTI hai to wah vishay bhog K tyag bina sambhav nahi hai.
    Punya karma (poisonous medicine) ko CONSUME karne ki apexa, punya K fal ka tyag kar dena chahiye. Poison lena hee anubhooti k abhaav ko siddh kar raha hai.

    1. Yahan Anubhute ka arth Avirati sa.-draste se hai,
      jise bhedvigyan to hai, par acharan nahe,
      bhogo ko jahrele dava man kar peta hai kyoki is avastha mai unhe jhod nahe paraha hai.

  2. Avirati samyak-drashti K liye anubhooti K sthan per PRATEETI shabda yogya lagta hai.
    Bhogo ko chhod nahi pa raha hai, thik hai. lekin dava man kar pita hai? Kaise?

  3. Bhogon K liye, I think, we should not take Bharat Chakravartee’s example at this point of time.
    If peena padta hai to, Bharat Chakravartee ne Bahubalee per chakra chalaya tha ya chalana pada tha?

    1. Mere vichar se- kshayak smyk drte ko bhog bhogna tatha chakra ka chalana, charitr mohne ke tevrata ke vajah se karna padte hain,
      bad mai afsos karta hai.

  4. Charitra mohniya karma K uday me ekakaar ho jaane se karte hai.
    Chakra ka prabhaav apne kul K vyakti per nahi padta, ye baat CHAKRAVARTEE jaante the, lekin gafil hone K kaaran chakra chala diya.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This question is for testing whether you are a human visitor and to prevent automated spam submissions. *Captcha loading...

Archives

Archives
Recent Comments

July 2, 2013

November 2024
M T W T F S S
 123
45678910
11121314151617
18192021222324
252627282930