स्वर्ण कितना भी मूल्यवान क्यों ना हो,
किन्तु सुगंधि पुष्प से ही आती है ।
हालाँकि श्रृंगार के लिये दोनों का ही महत्त्व है ।
इसी तरह ज्ञान कितना भी मूल्यवान क्यों ना हो;
किंतु,
उसकी सुगंधि, बिना आचरण के नहीं आ सकती ।
(मंजू)
Share this on...
One Response
Suresh chandra jain
Yeh kathan sahi hai, kisi bhi prakar ka gyaan ho yadi aachran mein nahi hai to aapka gyaan ka koi laabh nahi hai,
ek bar shree phoolchand shastri aacharya maharaj 108 vidyasagarji ke paas gaye, unhone bataya ki samaysaar ko 108 baar padh chuka hoon. Tab maharaj shri ne bola ki unhone ek baar hee padha hai tabhi mein is sthiti mein aa gaya,
saar yeh hai ki gyaan aachran mein utaroge tabhi bhala hoga.