नास्तिक को भी जब पुलिस पकड़ती है तो वह भी यही पूछता है – मैंने क्या किया ?
वह भी मानता है – कुछ करने पर ही सज़ा मिलती है/मिलनी चाहिए ।
Share this on...
2 Responses
Karma siddhaant har ek ko maanana he padega; usi par aastha rakhana padega chahe vah naastik ho ya aastik ho, karma siddhaant par atoot vishwaas karana he hoga.
2 Responses
Karma siddhaant har ek ko maanana he padega; usi par aastha rakhana padega chahe vah naastik ho ya aastik ho, karma siddhaant par atoot vishwaas karana he hoga.
Yeh post karan-karya vyavastha ka ek beautiful example hai!!!!