Bhaagya kya hai? Sirf karma ka uday hai. Kal kiya hua karma aaj uday me bhaagya bankar aata hai, wahan mat dekho. Dharma K paatra aise Tirthankaradi mahapurush ki or dekho ki unhone vipreet karma K uday ya vipreet bhaagya me bhee apne jeevan ko kaise safal banaya.
Maine kiya vigat me kuchh punya-paap, Wo aa raha uday me swayamev aap,
Hota na bandh tab-lon jab-lon na raag, Chinta nahi uday se ban VEETRAAG.
AacharyashreeG.
5 Responses
let
the target
be
ultimate
may be
even
beyond
the power
of
brain
Bhaagya bhala wah kya raha, Uday karma ka maatra,
Wahan dekh mat, Dekhle jahan dharma ka paatra.
Aacharyashree VidyasagarG maharajG.
I may miss some points,
Kalpesh Bh.himself may pl. explain his coment.
Can the meaning of acharya shri’s phrase as quoted by Kalpesh bhaiya be elaborated upon please