पर्युषण पर्व
- पर्युषण पर्व की पूर्व संध्या पर आप सब को शुभकामनायें ।
- पर्व याद दिलाते हैं कि धर्म आत्मा का है ।
- यह शाश्वत पर्व अंदर बाहर कि सफाई करे और वह सफाई स्थिर रहे ,
उत्तम क्षमा, मार्दव, आर्जव, शौच भावों को धारण कर हम अपना मन शुद्ध करें,
सत्य बोल कर वचन शुद्धि,
तथा संयम, तप, त्याग, आकिंचन और ब्रम्हचर्य से काय की शुद्धि करें । - शक्ति अनुसार पूरी श्रद्धा और उत्साह से अपने जीवन को पवित्रता की और परिवर्तित करें, यही कामना है ।
5 Responses
Please explain ,”kahi hai ayano vastu chine, ———–samya jalle siyara”
from Uttam Kshama in daslakshan pujan.
Koi apke vastra chenle, mare tarah tarah se.
Ghar se nikal de, tan ka chedan bhedan kar de, fir bhe ber nahe rakhana.
Kyon?
Kyonki purva mai khote karma tunen he to kiye the, fir sahta kyon nahe?
Krodh ke agne ko samta ke jal se bujhade.
Thanks and regards for such a beautiful explanation.
I also want to know the story behind,” damri rukan bhag bikaya———‘-bhup kidon main gaya”
Nigod mai bahut samay rahkar damare(bahut kam paison)mai apana bhagya becha, devta bhe MAN ke karan 1 indre bana.
Ise MAN se utam kul se Chandal or Raja keda bane.
Jevan,Yovan, dhan ka kya guman ye to jal ke budbude jaise hai.
Gunwalon ke vinay kar ke gyan prapt kar.
Ati aabhar.
Yadi arth ke saath pujan pada jaye to anand doguna ho jata hai.
Thanks and regards,
jai jinendra.