“Bade” shabd ka prayog agar higher status waale loogon ke liye kiya gaya hai to yeh bilkul sahi hai; magar mere hisaab se to asli bade log woh hote hain jo hamesha dharm ke siddhanton par chalte hain aur unse nikatta aane par hee, “samveg” aur “vairaagya” hota hai jo ultimately hamein moksh marg ki taraf le jaata hai.
4 Responses
Yah kathan sahi hai; bade logon se doori banaaye rakhana zaroori hai, jaise nadi samandar mein mil jaati hai, apne gunon ko maintain rakhana chahiye; tabhi aapka jeevan surakshit rah sakata hai.
“Bade” shabd ka prayog agar higher status waale loogon ke liye kiya gaya hai to yeh bilkul sahi hai; magar mere hisaab se to asli bade log woh hote hain jo hamesha dharm ke siddhanton par chalte hain aur unse nikatta aane par hee, “samveg” aur “vairaagya” hota hai jo ultimately hamein moksh marg ki taraf le jaata hai.
यहाँ बड़े को धर्म से नहीं ले सकते,
उनसे तो निकटता बढ़ेगी तो फायदा होगा।
Okay.