अपने बालों को और अपने वालों को उखाड़ कर फेंक देने वाला ही अपना कल्याण कर पाता है ।
(डा.अमित)
Share this on...
4 Responses
So true. Hum shayad, is duniya mein sabse zyada moh so- called “apne baalon” aur “apne waalon” se hi karte hain, jo kisi kaam ke nahin. Jis din, inke jhooth ka gyan hoga, unko apne jeevan se alag karna mumkin hoga aur tab humara kalyan nischit hai.
hraday virajo GURUVAR mere, main bhee paavan ho jaun,
Teri archa teri pooja, karne mein hee kho jaun,
Mere naino ne jo dekhe, MUNIVAR tum vo sapne ho,
SAARE APNE JHOOTHE HAI, BUS TUM HEE MERE APNE HO.

Suresh chandra jain
Moh ka tyaag karne par he kalyan hoga; moh kisi ka bhi ho, tyaagna zaruri hai.
hraday virajo GURUVAR mere, main bhee paavan ho jaun,
Teri archa teri pooja, karne mein hee kho jaun,
Mere naino ne jo dekhe, MUNIVAR tum vo sapne ho,
SAARE APNE JHOOTHE HAI, BUS TUM HEE MERE APNE HO.
AacharyashreeG’ Poojan.
Beautiful lines, bhaiya!!!!