Some medicines r poisonous but they r d only cure 4 d disease.
If u CONSUME punya karma considering as poisonous medicine, further karma bandh wil b avoided.
Yadi anubhooti ka arth AATMANUBHOOTI hai to wah vishay bhog K tyag bina sambhav nahi hai.
Punya karma (poisonous medicine) ko CONSUME karne ki apexa, punya K fal ka tyag kar dena chahiye. Poison lena hee anubhooti k abhaav ko siddh kar raha hai.
Yahan Anubhute ka arth Avirati sa.-draste se hai,
jise bhedvigyan to hai, par acharan nahe,
bhogo ko jahrele dava man kar peta hai kyoki is avastha mai unhe jhod nahe paraha hai.
Avirati samyak-drashti K liye anubhooti K sthan per PRATEETI shabda yogya lagta hai.
Bhogo ko chhod nahi pa raha hai, thik hai. lekin dava man kar pita hai? Kaise?
Bhogon K liye, I think, we should not take Bharat Chakravartee’s example at this point of time.
If peena padta hai to, Bharat Chakravartee ne Bahubalee per chakra chalaya tha ya chalana pada tha?
Mere vichar se- kshayak smyk drte ko bhog bhogna tatha chakra ka chalana, charitr mohne ke tevrata ke vajah se karna padte hain,
bad mai afsos karta hai.
Charitra mohniya karma K uday me ekakaar ho jaane se karte hai.
Chakra ka prabhaav apne kul K vyakti per nahi padta, ye baat CHAKRAVARTEE jaante the, lekin gafil hone K kaaran chakra chala diya.
10 Responses
How can “vishaÿ bhog”help in avoiding karm?? Can this be explained please?
Some medicines r poisonous but they r d only cure 4 d disease.
If u CONSUME punya karma considering as poisonous medicine, further karma bandh wil b avoided.
“Anubhooti”
most difficult task
the real task.
Yadi anubhooti ka arth AATMANUBHOOTI hai to wah vishay bhog K tyag bina sambhav nahi hai.
Punya karma (poisonous medicine) ko CONSUME karne ki apexa, punya K fal ka tyag kar dena chahiye. Poison lena hee anubhooti k abhaav ko siddh kar raha hai.
Yahan Anubhute ka arth Avirati sa.-draste se hai,
jise bhedvigyan to hai, par acharan nahe,
bhogo ko jahrele dava man kar peta hai kyoki is avastha mai unhe jhod nahe paraha hai.
Avirati samyak-drashti K liye anubhooti K sthan per PRATEETI shabda yogya lagta hai.
Bhogo ko chhod nahi pa raha hai, thik hai. lekin dava man kar pita hai? Kaise?
Bhogon ko pena padta hai,
Jaise Bharat chakravarte pete the.